Khud se pehle khidmat Kar, khudgarzi ke liye, toh saari umar baaki hai;
Mehsoos huye jazbaaton ko mehfooz rakh, nomaish ke liye, toh saari umar baaki hai;
Chalte Chala chal, muqammal hai maqsad tera, Ishtayhaari ke liye, toh saari umar baaki hai; Apne imaan pe kar aitebaar itna, ki daghabaazi ke liye toh saari umar baaki hai;
Apne aqeede se apni pehchaan banaa, mazhab bataane ke liye, toh saari umar baaki hai;
Lekin Ahmar, zindagi ka kirdar itna khoob nibha, ki taaliyon ki goonj ke liye, itni Umar hi kaafi hai!! br />